Nateeja Humari Mohabbat Ka Lyrics, Singer & Song Details

Puraskar 1970 album cover

Puraskar 1970 Album Details

Ram Kumar Bohra
Rahul Dev Burman
Shamsul Huda Bihari
Joy Mukherjee, Sapna, Helen, I S Johar, Farida Jalal, Abhi Bhattacharya, Faryal

album songs
Nateeja Humari Mohabbat Ka
Singer : Asha Bhosle, Mukesh

Nateeja Humari Mohabbat Ka Lyrics

Song Title = Nateeja Humari Mohabbat Ka
Movie/album = Puraskar (1970)
Singers = Asha Bhosle, Mukesh
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Ram Kumar Bohra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Badi moqtsar hai mulakat apni..
Magar kah gaya hai dil
Har ek bat apni
Badi moqtsar hai mulakat apni..
Magar kah gaya hai dil
Har ek bat apni , haa

Yuhi kyu na gujare ye din rat apne
Haqiqat bane kyu na ghadi bhar ke sapne
Kabhi kabhi aisa bhi to hota hota raha hai
Tumhari aada ya hamari aada hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Bhut mere dil ke karib aa gai ho
Nassa ban ke aankho pr meri cha gai ho
Hoo..
Pta kuch nahi hai ye kya zindgi
Hai magar aisa lagta hai ki zanat yei hai..
Kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai
Tumhari wafa ya hamari wafa hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Natija hamari mohbbat ka
Hai ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..

Bhaki hui hai jab ye fizayein
Kaise na hongi akhir hamse khatayein
Bhaki hui hai jab ye fizayein
Kaise na hongi akhir hamse khatayein
Lage jhomne jab kali ghateiye
Aise mein kyu na kadam dag magaye
Hoo..
Kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai
Tumhari khata ya hamari khata hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche..
Ye dil ka lagana bura ya bhala hai
Ye tum bhi na socho..
Ye hum bhi na soche.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Nateeja Humari Mohabbat Ka

Nateeja Humari Mohabbat Ka is a song from Puraskar 1970. It is sung by Asha Bhosle, Mukesh. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Puraskar 1970 album song list for more songs and album details.