Nasha Hai Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Anand Aur Anand 1984 album cover

Anand Aur Anand 1984 Album Details

Dev Anand
Rahul Dev Burman
Anjaan
Dev Anand, Raakhee, Suneil Anand, Raj Babbar, Smita Patil, Natasha Sinha

album songs
Nasha Hai Mujhe
Singer : Abhijeet, Lata Mangeshkar

Nasha Hai Mujhe Lyrics

Song Lyrics Title = Nasha Hai Mujhe
Song Lyrics Movie = Anand Aur Anand (1984)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Dev Anand
Music Label = CBS Music


Mp3 Song Lyrics

((Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe me dil mera hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe me dil mai to hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara

Mai jo kahi gir jau raho me
Badh ke tujhe tham lu baho me
Chhin le jo tujhse koi mujhko
Duniya me jine na du usko
Tu yaado me tu khwabo me
Tu jaan se hai pyara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara

Tu jo kabhi pas na ho mere
Ho lagta nahi dil bin tere
Hey hey tu jo mile sab kuch pa jau
Arey dil kya hai tujh me sama jau
In baho ne in julafo ne
In aankho ne mara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara

Aaj chali itni tej hawa
Ye to kya dil me jo shor utha
Ye tufan or ho tej jara
Dil u mile mil ke na fir ho juda
Mar jaye to fir milane ko hum aaye dobara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe me dil mera hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Nasha Hai Mujhe Video

About Nasha Hai Mujhe

Nasha Hai Mujhe is a song from Anand Aur Anand 1984. It is sung by Abhijeet, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Anand Aur Anand 1984 album song list for more songs and album details.