Nanhe Munhe Bacche Teri Mutthi Lyrics, Singer & Song Details

Boot Polish 1954 album cover

Boot Polish 1954 Album Details

Prakash Arora
Shankar Jaikishan
Saraswati Kumar Deepak
Naaz, Ratan Kumar, David

album songs
Nanhe Munhe Bacche Teri Mutthi
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Nanhe Munhe Bacche Teri Mutthi Lyrics

Song Lyrics = Nanhe Mune Bache Teri Muti Mein
Song Lyrics Movie or Album = Boot Polish
Singer(s) = Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Saraswati Kumar Deepak

Mp3 Song Lyrics

((Nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai
muthi Mein Hai Taqdeer Humari
muthi Mein Hai Taqdeer Humari
humne Kismat Ko Bas Mein Kiya Hai

bholi Bhaali Matwaali Aankho Mein Kya Hai
aankhon Mein Jhoome Umeedon Ki Diwali
aankhon Mein Jhoome Umeedon Ki Diwali
aane Wali Duniya Ka Sapna Saja Hai

nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai

bheek Mein Jo Moti Milega Loge Ya Na Loge
zindagi Ke Aansuyon Ka Bolo Kya Karoge

bheek Mein Jo Moti Mile To Bhi Hum Na Lenge
zindagi Ke Aansuyon Ki Mala Pehne Ge
mushkilon Se Ladhte Phirte Jeene Mein Maza Hai

nanhe Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai..

humse Na Chhuhpaayo Baccho Humein To Bataayo
aane Wali Duniya Kaisi Hogi Samjhaayo

aane Wali Duniya Mein Sab Ke Sar Pe Taj Ho
na Bhookon Ki Bheedh Hogi
na Dukhon Ka Raj Ho
badle Ga Zamana Yeh Sitaaron Pe Likha Hai

nanhne Munne Bacche Teri Muthi Mein Kya Hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nanhe Munhe Bacche Teri Mutthi

Nanhe Munhe Bacche Teri Mutthi is a song from Boot Polish 1954. It is sung by Mohammad Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Saraswati Kumar Deepak. Music information: Shankar Jaikishan. Read the lyrics above and view the Boot Polish 1954 album song list for more songs and album details.