Namumkin Hai Tum Lyrics, Singer & Song Details

Shakalaka Bhoom Bhoom 2007 album cover

Shakalaka Bhoom Bhoom 2007 Album Details

Suneel Dharshan
Himesh Reshammiya
Sameer
Bobby Deol, Upen Patel, Kangna Ranaut, Celina Jaitley

album songs
Namumkin Hai Tum
Singer : Himesh Reshamiya

Namumkin Hai Tum Lyrics

Song Title = Namumkin Hai Tum
Movie/Album = Shakalaka Boom Boom (2007)
Singer = Himesh Reshamiya
Music = Himesh Reshamiya
Lyrics = Sameer

Mp3 Songs Lyrics

((Teri yaadon ko jee raha hoon
Har lamha Har ek pal mein
Tera ehsaaas mehsoos karta hoon
Suni dhadkan ki halchal mein

Abb jaake mene jana 2
Namumkin hai tumbin jee pana 2

[Dard-e-dil ka fasana
Muskil hai chupana ]2

Abb jaake mene jana
Namumkin hai tumbin jee pana 2

Teri yaadon ka samundar
Hai tadpate dil ke andar
Door tak meri nazar mein
Hai tere khwaabon ke manjar
Har ghadi sasoon mein abb to
Chubh rahe chaahatt ke khanjar
Namumkin hai tumbin jeepana

Abb jaake mene jana
Namumkin hai tumbin jeepana 2

Namumkin hai 3
Tumbin jeepana

Tutte rishto ke dhaage
Chotete khusiyon ke saaye
Kyon gire aankhon se aasun
Koi bhi na jaan paye
Hadse ese hue ke
Baan gaye appne paraye
Namumkin hai tumbin jeepana

Abb jaake mene jana
Namumkin hai tumbin jeepana 5
Abb jake...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Namumkin Hai Tum

Namumkin Hai Tum is a song from Shakalaka Bhoom Bhoom 2007. It is sung by Himesh Reshamiya. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Shakalaka Bhoom Bhoom 2007 album song list for more songs and album details.