Najariya Teer Chalaye Lyrics, Singer & Song Details

Bepanaah 1985 album cover

Bepanaah 1985 Album Details

Jagdish Sidana
Mohammed Zahur Khayyam
Muqtida Hasan Nida Fazli
Shashi Kapoor, Mithun Chakraborty, Poonam Dhillon

album songs
Najariya Teer Chalaye
Singer : None

Najariya Teer Chalaye Lyrics

Song Lyrics Title = Najariya Teer Chalaye
Song Lyrics Movie = Bepanah 1985
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Composer = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Jagdish Sidana
Music Label = Saregama
Release on = 6th September, 1985

Mp3 Song Lyrics

((jai bolo jai bolo bolo
jai jai bhole nath
jai bolo jai bolo bolo
jai jai bhole nath
hum bole ji bam bam bhole

nazariya tir chalaye aaha
kamariya so balkhaye oo ho
jawani jab bhi aaye
kisi ko yaar banaye
jawani jab bhi aaye
kisi ko yaar banaye
ho, jawani jab bhi aaye
kisi ko yaar banaye
ye jisko yaar banaye
usi ka sath nibhaye
ye jisko yaar banaye
usi ka sath nibhaye

na tum ho tum na mai hu mai
huyi hai halat ye kaisi
tumhara chehara hai mujhsa
meri surat hai tum jaisi
nazariya tir chalaye aaha
kamariya so balkhaye oo ho
jawani jab bhi aaye
kisi ko yaar banaye
ye jisko yaar banaye
usi ka sath nibhaye

mai sagar hu tum nadiya ho
hamara mel jaruri hai
bina sagar ke dharti par
har ek nadiya adhuri hai
nazariya tir chalaye aaha
kamariya so balkhaye oo ho
jawani jab bhi aaye
kisi ko yaar banaye
ye jisko yaar banaye
usi ka sath nibhaye
haye, haye haye kya balkhaye

nashila madhma ka mosam
gulabi aag udata hai
tumhara rup nadi jaisa
sulagati pya
Najariya Teer Chalaye..))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Najariya Teer Chalaye Video

About Najariya Teer Chalaye

Najariya Teer Chalaye is a song from Bepanaah 1985. It is sung by None. Lyrics are credited to Muqtida Hasan Nida Fazli. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Bepanaah 1985 album song list for more songs and album details.