Nainon Mein Suraj Ki Lyrics, Singer & Song Details

Basant 1960 album cover

Basant 1960 Album Details

Bibhuti Mitra
Omkar Prasad Nayyar
Qamar Jalalabadi
Nutan, Shammi Kapoor, Minoo Mumtaz

album songs
Nainon Mein Suraj Ki
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Nainon Mein Suraj Ki Lyrics

Song Title = Naino Mein Suraj
Movie/album =Basant (1960)
Singers =Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists =Qamar Jalalabadi
Music Composer =Omkar Prasad Nayyar
Director =Bibhuti Mitra
Music Label =Saregama
Release on =7th April, 1960

Mp3 Song Lyrics

((Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai
Bachna babu jal nahi jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

Chand ko chhune chala hai dekho
Ud kar ek chakor re
Chand ko chhune chala hai dekho
Ud kar ek chakor re
Kaise pahuchega tu chakor re
Par tere kamjor re
Par tere kamjor re
Pagal panchi ye nahi jane chanda kitni dur hai
Bachna babu jal nahi jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai

Phul ki khatir mali ko kaato se nibhana padta hai
Phul ki khatir mali ko kaato se nibhana padta hai
Pyar to hai ek aag ka dariya
Dub ke jana padta hai
Dub ke jana padta hai
Jo kuchh hoga sab sahlenge is dil ko manjur hai
Bachna babu jal nahi jana bahut kadi ye dhup hai
Naino me suraj ki kirne chanda jaisa rup hai...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Nainon Mein Suraj Ki Video

About Nainon Mein Suraj Ki

Nainon Mein Suraj Ki is a song from Basant 1960. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Basant 1960 album song list for more songs and album details.