Nainon Mein Pyaar Dole Lyrics, Singer & Song Details

Sheroo 1957 album cover

Sheroo 1957 Album Details

Shakti Samanta
Madan Mohan Kohli
Kaif Irfani
Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Anoop Kumar, Kuldip Kaur, Om Prakash, Rashid Khan

album songs
Nainon Mein Pyaar Dole
Singer : Lata Mangeshkar

Nainon Mein Pyaar Dole Lyrics

Song Title = Nainon Mein Pyaar Dole
Movie/Album = Sheroo (1957)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Kaif Irfani
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

((Naino me pyar dole
Dil ka qarar dole
Tum jab dekho piya
Mera sansar dole
Naino me pyar dole
Dil ka qarar dole
Tum jab dekho piya
Mera sansar dole

Jaye kabhi na
Mere ji se lagan teri
Hoke rahungii mai to
Aise sajan teri

Jaye kabhi na
Mere ji se lagan teri
Hoke rahungii mai to
Aise sajan teri

Kaliyo ke sath jaise
Bhanvaro ka pyaar dole
Tum jab dekho piya
Mera sansar dole

Naino me pyar dole
Dil ka qarar dole
Tum jab dekho piya
Mera sansar dole

Tumane basaya mujhe
Apani nigaaho me
Phool khilaye meri
Prit ki raho me

Tumane basaya mujhe
Apani nigaaho me
Phool khilaye meri
Prit ki raho me
Ankhiyo me pyaar bhara
Naya iqarar dole
Tum jab dekho piya mera sansar dole

Naino me pyar dole
Dil ka qarar dole
Tum jab dekho piya
Mera sansar dole

Naino me pyar dole.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Nainon Mein Pyaar Dole

Nainon Mein Pyaar Dole is a song from Sheroo 1957. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Kaif Irfani. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Sheroo 1957 album song list for more songs and album details.