Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Joroo Ka Ghulam 1972 album cover

Joroo Ka Ghulam 1972 Album Details

A. Bhimsingh
Anandji, Kalyanji
Anand Bakshi
Nanda, Rajesh Khanna, Sharad Kumar

album songs
Nainon Mein Nindiya Hai
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Nainon Mein Nindiya Hai Lyrics

Song Title = Nainon Mein Nindiya Hai
Movie/Album = Joroo Ka Ghulam (1972)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyrics = Subhash Kapoor
Composer = Krsna

Mp3 Song Lyrics

((Ha to naino me nindiya hai
Mathe pe bindia hai
To balo me gajara hai
Aankho me kajara hai
Oh o
To fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo kaha rahuga
O naino me nindiya hai
Mathe pe bindia hai
To balo me gajara hai
Aankho me kajara hai
Fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo kaha rahuga

Teri galiyo ka mai hu ek banjara
Teri galiyo ka mai hu ek banjara
Tere bin duniya me mera kon sahara
Meri kab marzi hai
Hum me ho ye duri
Mai to jaan bhi de du
Lekin hai majburi
Paav me payal hai
Hatho me aanchal hai
Julafo me khusbu hai
Palko me jadu hai
Fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo kaha rahuga

Sikhe koi tumse jhuthi baat bana
Arey sikhe koi tumse jhuthi baat bana
Dekho dil na todo karke saf bahana
Aise sapno ka koi mahal bano
Mere beghar premi
Mai tumko kaha basau
Sine me halchal hai
Baho me kangan hai
Kano me bali hai
Hotho pe lali hai
Fir konsi jagah hai khali
O matwali
Mai kaha rahunga
O bolo bolo kaha rahuga
Bas ek hi jagah hai khali
Yeh dil wali
Tum yaha rahoge acha
Tum yaha rahoge acha ji
Tum yaha rahoge ok
Tum yaha rahoge thank you....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Nainon Mein Nindiya Hai

Nainon Mein Nindiya Hai is a song from Joroo Ka Ghulam 1972. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Joroo Ka Ghulam 1972 album song list for more songs and album details.