Nainon Mein Hari Base Ho Lyrics, Singer & Song Details

Mera Vachan Geeta Ki Qasam 1977 album cover

Mera Vachan Geeta Ki Qasam 1977 Album Details

Vinod Kumar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Sanjay Khan, Saira Banu, Tiwari, Om Parkesh, Johny Walker, K N Singh, Madan Pu

album songs
Nainon Mein Hari Base Ho
Singer : Asha Bhosle

Nainon Mein Hari Base Ho Lyrics

Song Title = Nainon Me Hari Base Ho
Movie/Album = Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1977)
Singer(s) = Asha Bhosle
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Music Director = Shankar Jaikishan
Director = Vinod Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Tanik kaanpare pad jaaye toh naina ho bechain
Jin nainon mein hari base ho, kaise paave chain
Man mohan se preet badhaayi -2
Taan suni toh sudh bisraayi -2
Man mohan se preet badhaayi

Marji tori chaahe chhodo -2
Raakho kaahe todo
Kab se kar li tose sagaayi
Man mohan se preet badhayi
Taan suni toh sudh bisraayi
Man mohan se preet badhaayi

Mora jivan tumari puja -2
Laau kahaan se preetam duja
Shaam suratiya mann mein samaayi
Man mohan se preet badhayi
Taan suni toh sudh bisraayi
Man mohan se preet badhaayi

Thaam lo baiyaan girdharnaagar - (2)
Tum ho daya ke ?? saagar
In charanon mein daudi aayi
Man mohan se preet badhayi
Taan suni toh sudh bisraayi - (2)
Man mohan se preet badhaayi...)) - (2)

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Nainon Mein Hari Base Ho

Nainon Mein Hari Base Ho is a song from Mera Vachan Geeta Ki Qasam 1977. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Mera Vachan Geeta Ki Qasam 1977 album song list for more songs and album details.