Naino Me Sapne Samaye Lyrics, Singer & Song Details

Bheegi Palken 1982 album cover

Bheegi Palken 1982 Album Details

Sisir Mishra
Tilak Raj, Jugal Kishore
M. G. Hashmat
Raj Babbar, Smita Patil, Dina Pathak

album songs
Naino Me Sapne Samaye
Singer : Asha Bhosle, Amit Kumar

Naino Me Sapne Samaye Lyrics

Song Lyrics Title = Naino Me Sapne Samaye
Song Lyrics Movie = Bheegi Palken (1982)
Singer = Asha Bhosle, Amit Kumar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Tilak Raj, Jugal Kishore
Director = Sisir Misra
Music Label = Universal
Release on = 17th September, 1982

Mp3 Song Lyrics

((naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai
o.. naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai
naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai
o.. do dil milenge ye unke milan ki shuruvat hai
naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai
bolo na bolo kyun pareshan ho

tu saath mere main saath tere phir kyun pareshan ho
o.. tu saath mere main saath tere phir kyun pareshan ho
gam ki kahani hai ye zindagani
gam ki kahani hai ye zindagani pal bhar ki khushiya na khona
khushiyo me khone ko dil aaj jane kyun betab hai
khushiyo me khone ko dil aaj jane kyun betab hai
o.. do dil milenge ye unke milan ki shuruvat hai
o.. naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai

socho na sajna sakar hoga dono ka sapna suhana
o.. socho na sajna sakar hoga dono ka sapna suhana
saanso ki sargam sur me rahegi
saanso ki sargam sur me rahegi jivan banega trana
sunke to dekho tum dhadkan ki dhun pe yahi raag hai
sunke to dekho tum dhadkan ki dhun pe yahi raag hai
o.. do dil milenge ye unke milan ki shuruvat hai
o.. naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai

naino se naina milake to dekho in me hai tasveer teri
naino se naina milake to dekho in me hai tasveer teri
jab jab main dekhu naino me tere
jab jab main dekhu naino me tere nazar aaye takdeer meri
kismat ne humko milaya janam bhar ka ye saath hai
o.. kismat ne humko milaya janam bhar ka ye saath hai
o.. do dil milenge ye unke milan ki shuruvat hai
o.. naino me sapne samaye the jiske wohi raat hai
o.. do dil milenge ye unke milan ki shuruvat hai
o.. naino me sapne samaye the
jiske wohi raat hai ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Naino Me Sapne Samaye Video

About Naino Me Sapne Samaye

Naino Me Sapne Samaye is a song from Bheegi Palken 1982. It is sung by Asha Bhosle, Amit Kumar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Tilak Raj, Jugal Kishore. Read the lyrics above and view the Bheegi Palken 1982 album song list for more songs and album details.