Nahin Nahin Teri Bato Ka Lyrics, Singer & Song Details

Husn Aur Ishq 1966 album cover

Husn Aur Ishq 1966 Album Details

Naresh Kumar
Ganesh
Asad Bhopali
Sanjeev Kumar, L. Vijayalakshmi, Indira Billi

album songs
Nahin Nahin Teri Bato Ka
Singer : Krishna Kalle, Usha Mangeshkar

Nahin Nahin Teri Bato Ka Lyrics

Song Title = Nahin Nahin Teri Bato Ka
Movie/Album = Husn Aur Ishq (1966)
Singers = Krishna Kalle, Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Composer = Ganesh
Director = Naresh Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Nahin nahin
Nahin nahin teri bato ka etbar nahin
Nahin nahin teri bato ka etbar nahin
Tu sach bata de kisi aur se to pyar nahin
Tu sach bata de kisi aur se to pyar nahin
Nahin nahin teri baato ka etbar nahin
Nahin nahin

Tasalli roke hame
Tasalli roke hame pyar ka jawab na de
Nahi hai jisme nasha fir wahi sarab na de
Usse sikwa hai baki akhir tum kaisa hai pyar
Hazar jatan kiye hai magar khumar nahi
Nahin nahin teri baato ka etbar nahin
Nahin nahin teri baato ka etbar nahin

Is raat jhuthi kasam
Is raat jhuthi kasam hamse khai jo hai
Wahi to bat hai jo yu chupai jati hai
Haye chup rahna tera
Diwane kya khna tera
Jamane bhar me koi itna hoshiyar nahin
Nahin nahin teri bato ka etbar nahin
Nahin nahin teri bato ka etbar nahin
Tu sach bata de kisi or se to pyar nahi
Tu sach bata de kisi or se to pyar nahi
Nahin nahin teri baato ka etbar nahin
Nahin nahin....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nahin Nahin Teri Bato Ka

Nahin Nahin Teri Bato Ka is a song from Husn Aur Ishq 1966. It is sung by Krishna Kalle, Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Asad Bhopali. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Husn Aur Ishq 1966 album song list for more songs and album details.