Nahin Nahin Aise Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Shaitan Mujrim 1979 album cover

Shaitan Mujrim 1979 Album Details

Nazar Khan
Ratandeep Hemraj
Tajdar Taj
Rakesh Khanna, Jyoti Matwankar, Raza Murad

album songs
Nahin Nahin Aise Nahin
Singer : Jyoti Sharma

Nahin Nahin Aise Nahin Lyrics

Song Title = Nahin Nahin Aise Nahin
Movie/Album = Shaitan Mujrim (1979)
Singers = Jyoti Sharma
Song Lyricists = Taj Daar Taj
Music Composer = Ratandeep Hemraj
Director = Nazar Khan

Mp3 Songs Lyrics

((Nahi nahi aise nahi
Dekho mujhe chhuna nahi
Nahi nahi aise nahi
Dekho mujhe chhuna nahi

Gore badan me shishe ka dil hai
Tute na ye dil kahi

Meri bebasi pe taras kuchh to khao
Na itne sitamgar bano
Mujhe kis khata ki saja de rahe ho
Meri jan ke dusmano
Meri bebasi pe taras kuchh to khao
Na itne sitamgar bano
Mujhe kis khata ki saja de rahe ho
Meri jan ke dusmano
Dekh ore dekho
Satao na mujhko hai
Phulo si najuk jawani meri

Nahi nahi aise nahi
Dekho mujhe chhuna nahi
Gore badan me shishe ka dil hai
Tute na ye dil kahi
Nahi nahi aise nahi
Dekho mujhe chhuna nahi

Shisakti hai dhadkan
Hai sanso me uljhan
Mera dam nikalne laga
Meri jindagi se na khelo diwano
Kaha man jao jara
Shisakti hai dhadkan
Hai sanso me uljhan
Mera dam nikalne laga
Meri jindagi se na khelo deewano
Kaha man jao jara
O chodo re chodo re chodo chodo
Samjhlo khudara ye ashko
Me dubi kahani meri
Nahi nahi aise nahi

Dekho mujhe chhuna nahi
Gore badan me shishe ka dil hai
Tute na ye dil kahi
Nahi nahi aise nahi
Dekho mujhe chhuna nahi
Nahi nahi aise nahi
Dekho mujhe chhuna nahi
Nahi nahi nahi.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Nahin Nahin Aise Nahin

Nahin Nahin Aise Nahin is a song from Shaitan Mujrim 1979. It is sung by Jyoti Sharma. Lyrics are credited to Tajdar Taj. Music information: Ratandeep Hemraj. Read the lyrics above and view the Shaitan Mujrim 1979 album song list for more songs and album details.