Nahin Nahin Abhi Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Jawani Diwani 1972 album cover

Jawani Diwani 1972 Album Details

Narender Bedi
R D Burman
Anand Bakshi
Randhir Kapoor, Jaya Bhaduri, Balraj Sahni

album songs
Nahin Nahin Abhi Nahin
Singer : Kishore Kumar, Asha Bhosle

Nahin Nahin Abhi Nahin Lyrics

Song Title = Nahin Nahin Abhi Nahin
Movie/Album = Jawani Diwani (1972)
Singer(s) = Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = R D Burman

Mp3 Song Lyrics

((--ASHA BHOSLE --
Nahin nahin, abhi nahin
Abhi karo intezaar chhodo na
Nahin nahin, abhi nahin
Abhi karo intezaar

--MALE--
Nahin nahin, kabhi nahin
Main hoon beqaraar

--ASHA BHOSLE --
Na na na na, mm hm hm hm
Na na na na, na baba

--MALE--
Main bhi jawaan, tu bhi jawaan
Kami hai kis baat ki
Hey, main bhi jawaan, tu bhi jawaan
Kami hai kis baat ki
Yahan aao, na ghabraao
Rut hai mulaaqaat ki

--ASHA BHOSLE --
Haan, nahin nahin haan, abhi nahin
Phir kabhi dildaar

--MALE--
Nahin nahin, kabhi nahin
Main hoon beqaraar
La la la la, la la la la
La la la la, la la la

--ASHA BHOSLE --
(Bade voh ho tum piya
Zid kyoon nahin chhodte
Ho, bade voh ho tum piya
Zid kyoon nahin chhodte)
Haan, kaliyon ko khilne se
Pehle nahin todte

--MALE--
Na, nahin nahin, kabhi nahin
Chali jaayegi bahaar

--ASHA BHOSLE --
Nahin nahin, abhi nahin
Thoda intezaar

--MALE--
Hm hm hm

--ASHA BHOSLE --
Na na

--MALE--
Ah ha ha

--ASHA BHOSLE --
Na na
Nahin nahin, abhi nahin
Abhi karo intezaar

--MALE--
Nahin nahin, kabhi nahin
Main hoon beqaraar

--ASHA BHOSLE -
Na na na na, mm hm hm hm
Na na na na, na baba

--MALE--
Jaane jaan phir kahan
Aisi tanhaaiyaan

--ASHA BHOSLE --
Oh, jaane bhi do, chhodo mujhe
Hogi ruswaaiyaan

--MALE--
Na, nahin nahin, kabhi nahin
Mat karo inkaar

--ASHA BHOSLE --
Nahin nahin, abhi nahin
Thoda intezaar, thoda intezaar...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Nahin Nahin Abhi Nahin

Nahin Nahin Abhi Nahin is a song from Jawani Diwani 1972. It is sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: R D Burman. Read the lyrics above and view the Jawani Diwani 1972 album song list for more songs and album details.