Nahin Door Manzil Lyrics, Singer & Song Details

Patton Ki Bazi 1986 album cover

Patton Ki Bazi 1986 Album Details

Ram Govind
Anup Jalota
Maya Govind
Swapna, Rajan Sippy, Khushboo, Bharat Kapoor, Ramesh Tiwari

album songs
Nahin Door Manzil
Singer : Kishore Kumar

Nahin Door Manzil Lyrics

Song Title = Nahin Door Manzil
Movie/album = Patton Ki Bazi (1986)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Anup Jalota
Director = Ram Govind

Mp3 Song Lyrics

((Nahin door manzil nahi door tujhse
Nahin door manzil nahi door tujhse
Inn raahon pe tu chalta chal
Ghum aaye bhi to hasta chal
Nahin door manzil nahi door tujhse
Nahin door manzil nahi door tujhse

Maana apne paraye nahi hain
Maana pedo ke saaye nahi hain
Koi sang chale yaa nahi chale
Ik dariya saa tu behata chal
Nahin door manzil nahi door tujhse
Nahin door manzil nahi door tujhse

Kaale megha paani de
Paani de ghud dhaani de
Kaale megha paani de
Paani de ghud dhaani de
Aganiya sokhe bair piya se
Kaale megha paani de
Paani de ghud dhaani de

Duniya ek mushafir saara
Kyaa patta kiska kahan aabo dhana
Ye jeevan hain iss jeevan mein
Tu sapno mein rang bharta chal
Nahin door manzil nahi door tujhse
Nahin door manzil nahi door tujhse

Dil hain chandi yaa sona nahi hain
Yaaro dil ek khilona nahi hain
Apne hatho kismat apni
O banjare tu likhata chal
Nahin door manzil nahi door tujhse
Nahin door manzil nahi door tujhse
Inn raahon pe tu chalta chal
Ghum aaye bhi to hasta chal
Nahin door manzil nahi door tujhse
Nahin door manzil nahi door tujhse.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nahin Door Manzil

Nahin Door Manzil is a song from Patton Ki Bazi 1986. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Anup Jalota. Read the lyrics above and view the Patton Ki Bazi 1986 album song list for more songs and album details.