Nag Devta Trahimam Pahimam Lyrics, Singer & Song Details

Kan Kan Men Bhagwan 1963 album cover

Kan Kan Men Bhagwan 1963 Album Details

Babubhai Mistri
Shivram
Bharat Vyas
Anita Guha, Mahipal, Ram Singh

album songs
Nag Devta Trahimam Pahimam
Singer : Mahendra Kapoor

Nag Devta Trahimam Pahimam Lyrics

Song Title = Nag Devta Trahimam Pahimam
Movie/Album = Kan Kan Men Bhagwan (1963)
Singer(s) = Mahendra Kapoor
Music By = Shivram
Lyricist = Bharat Vyas

Mp3 Song Lyrics

((nag devta trahimam pahimam
he vishnu ko saiya pe sulane wale
he shankar ke gale ko sazane wale
nag devta trahimam pahimam
nag devta trahimam pahimam

komal komal ang tihara
komal komal ang tihara
sham rang tora lage pyara
jhil mil jhilmil chal tihari
jhil mil jhilmil chal tihari
jaise jamuna jal ki dhara
he jhumte hajar phano wale
he shish pe dharti ko uthane wale
nag devta trahimam pahimam

soye balak roye mata
soye balak roye mata
ye kaisa anyay vidhata
ye balak hai tum palak ho
ye balak hai tum palak ho
pran dan do jivan data
he vish amrit ko barsane wale
he bhakto ki laz bachane wale
nag devta trahimam pahimam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nag Devta Trahimam Pahimam

Nag Devta Trahimam Pahimam is a song from Kan Kan Men Bhagwan 1963. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Shivram. Read the lyrics above and view the Kan Kan Men Bhagwan 1963 album song list for more songs and album details.