Nadiya Na Piye Kabhi Apna Lyrics, Singer & Song Details

Kan Kan Men Bhagwan 1963 album cover

Kan Kan Men Bhagwan 1963 Album Details

Babubhai Mistri
Shivram
Bharat Vyas
Anita Guha, Mahipal, Ram Singh

album songs
Nadiya Na Piye Kabhi Apna
Singer : Mahendra Kapoor

Nadiya Na Piye Kabhi Apna Lyrics

Song Title = Nadiya Na Piye Kabhi Apna
Movie/Album = Kan Kan Men Bhagwan (1963)
Singer(s) = Mahendra Kapoor
Music By = Shivram
Lyricist = Bharat Vyas

Mp3 Song Lyrics

((nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal
nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal
apne tan ka man ka dhan ka dujo ko de jo dan hai
wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal

agar sa jiska ang jale or dunia ko mithi suhat de
agar sa jiska ang jale or dunia ko mithi suhat de
deepak sa uska jeewan hai jo dujo ko apna parkash de
dujo ko apna parkash de dharam hai jiska bhagwat geeta
dharam hai jiska bhagwat geeta sewa hi ved puran hai
wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal
chahe koi gungan kare chahe kare ninda koi
chahe koi gungan kare chahe kare ninda koi

phulo se koi satkar kare ya kate chubho jaye koi
ya kate chubho jaye koi man or apman hi dono
man or apman hi dono jiske liye saman hai
wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal
apne tan ka man ka dhan ka dujo ko de jo dan hai
wo sacha insan are in dharti ka bhagwan hai
nadiya ne piya kabhi apna jal variksh na khaye kabhi apne fal..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Nadiya Na Piye Kabhi Apna

Nadiya Na Piye Kabhi Apna is a song from Kan Kan Men Bhagwan 1963. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Shivram. Read the lyrics above and view the Kan Kan Men Bhagwan 1963 album song list for more songs and album details.