Nadiya Ke Pani Lyrics, Singer & Song Details

Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012 album cover

Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012 Album Details

Aanand Balraj
Aabfm
Vijay Akela
Veena Malik, Jackie Shroff, Vijay Raaz, Shakti Kapoor

album songs
Nadiya Ke Pani
Singer : Arun Daga

Nadiya Ke Pani Lyrics

Song Lyrics Title = Nadiya Ke Pani
Song Lyrics Movie = Daal Mein Kuch Kaala Hai (2012)
Singers = Arun Daga
Song Lyricists = Vijay Akela
Music Composer = Aabfm

Mp3 Song Lyrics

((Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re
Hey nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re

Insan to anjaan hai,
Kya hoga agale pal yahan
Insan to anjaan hai,
Kya hoga agale pal yahan
Kislo khabar, kisko fikar,
Hum honge agale pal kahan
Jeevan ko jisse jo hai kahna,
Jeevan wo kahta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyo se bahata jaye re

So rang hai so roop hai,
Ek pal ke mosam mein yahan
Ho so rang hai so roop hai,
Ek pal ke mosam mein yahan
Ye jindagi to hai khushi bachke jaoge tum kahan
Jeevan to bas uska hai jeevan,
Gham mein jo hasta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Nadiya Ke Pani

Nadiya Ke Pani is a song from Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012. It is sung by Arun Daga. Lyrics are credited to Vijay Akela. Music information: Aabfm. Read the lyrics above and view the Daal Mein Kuch Kaala Hai 2012 album song list for more songs and album details.