Nachungi Sari Raat Lyrics, Singer & Song Details

Hawayein 2003 album cover

Hawayein 2003 Album Details

Ammtoje Mann
Babbu Maan
Babbu Maan
Babbu Mann, Mahi Gill, Sunny Mann, Ammtoje Mann

album songs
Nachungi Sari Raat
Singer : Babbu Maan, Jaspinder Narula

Nachungi Sari Raat Lyrics

Song Title = Nachungi Sari Raat
Movie/Album = Hawayein (2003)
Singers = Babbu Maan, Jaspinder Narula
Song Lyricists = Babbu Maan
Music Composer = Babbu Maan
Director = Ammtoje Mann

Mp3 Song Lyrics

((Ye sab khel nasibo ka
Kisi ko zameen kisi ko aasman mile
Tu mili to mujhe laga mujhe do jahan mile
Ho mujhe lahanga ho thoda mehnga
Ho mujhe lahanga choli silade nachungi sari raat main
Ho mujhe lahanga ho thoda mehnga
Ho mujhe lahanga choli silade nachungi sari rat main
Ho mere sur se tal milale gaaunga sari raat main

Dur pahadi ki choti par
Tujhe main mahal bana dunga
Tujhe main mahal bana dunga
Is mahal ko chaaro or se
Phoolo se saja dunga phoolo se saja dunga
Dur pahadi ki choti par
Tujhe main mahal bana dunga
Tujhe main mahal bana dunga
Is mahal ko chaaro or se
Phoolo se saja dunga phoolo se saja dunga
Ho mujhe mathe ka ho mujhe mathe ka
Ho mujhe mathe ka tika dilade
Nachungi sari rat main
Ho mujhe mathe ka tika dilade
Nachungi sari raat main

Rab kare yun hi nikalti
Rahe chandani raate rahe chandani raate
Main natchati jau yara main
Deta rahu saugate deta rahu saugate
Rab kare yun hi nikalti
Rahe chandani raate rahe chandani raate
Main natchati jau yara main deta rahu saugate
Deta rahu saugate
Ho mujhe paaon ki ho mujhe paaon ki
Ho mujhe paaon ki jhanjhar dila de nachungi sari raat main
Ho mujhe paaon ki jhanjhar dila de nachungi sari raat main
Ho mujhe lahanga ho thoda mehnga
Ho mujhe lahanga choli silade
Nachungi sari raat main....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Nachungi Sari Raat

Nachungi Sari Raat is a song from Hawayein 2003. It is sung by Babbu Maan, Jaspinder Narula. Lyrics are credited to Babbu Maan. Music information: Babbu Maan. Read the lyrics above and view the Hawayein 2003 album song list for more songs and album details.