Naam Tera Hai Zaban Par Lyrics, Singer & Song Details

Dastan 1950 album cover

Dastan 1950 Album Details

Abdul Rashid Kardar
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Suraiya, Raj Kapoor, Veena

album songs
Naam Tera Hai Zaban Par
Singer : Suraiya

Naam Tera Hai Zaban Par Lyrics

Song Lyrics Title = Naam Tera Hai Zaban Par
Song Lyrics Movie = Dastaan (1950)
Singers = Suraiya
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Naushad Ali
Director = Abdul Rashid Kardar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ho ho ho ho
Ho ho ho ho
Naam tera hai zabaan par
Yaad teri dil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai
Naam teraa hai zabaan par
Yaad teri dil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai

Dil kaa jo anjaam hona tha
Wahi aakhir huaa
Chaand armaanon ka mere
Badliyon mein chhup gaya
Chhup gaya
Ab andhera hi andhera
Pyaar ki mehfil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai

Rah gayi, rah gayi
Fariyaad ban kar
Fariyaad ban kar
Wo khushi ki daastaan
Wo khushi ki daastaan
Tere gham ko dil mein le kar
Ham to baithe hain yahaan
Hain yahaan
Dil ke maalik tu na jaane
Kaun si manzil mein hai
Jaanewaale ab to aa jaa
Zindagi mushqil mein hai
Zindagi mushqil mein hai....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Naam Tera Hai Zaban Par

Naam Tera Hai Zaban Par is a song from Dastan 1950. It is sung by Suraiya. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Dastan 1950 album song list for more songs and album details.