Naam Saare Mujhe Bhool Lyrics, Singer & Song Details

Sindoor 1987 album cover

Sindoor 1987 Album Details

K. Ravi Shankar
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Shashi Kapoor, Govinda, Jaya Prada, Neelam Kothari

album songs
Naam Saare Mujhe Bhool
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz

Naam Saare Mujhe Bhool Lyrics

Song Title = Naam Saare Mujhe Bhool
Movie/Album = Sindoor (1987)
Singers =Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
Song Lyricists =Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director =K. Ravi Shankar

Mp3 Song Lyrics

((Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Raat bhar haye mujhko jagane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage

Koi kaata mujhe phul jaisa laga
Koi kaata mujhe phul jaisa laga
Sach kaho dard ye tumko kaisa laga
Sach kaho dard ye tumko kaisa laga
Waqt wo aa aya mujhko aisa laga
Log doli me mujhe bithane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage

Aaj tak dunia humko satati rahi
Aaj tak dunia humko satati rahi
Do dilo pe ye pahre bitha ti rahi
Ye mohabbat hume azmati rahi
Ye mohabbat hume azmati rahi
Ab mohabbat ko hum azmane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage

Tod dena na dil dur jake kabhi
Bat dil ki kaho paas aake kabhi
Tod dena na dil dur jake kabhi
Bat dil ki kaho paas aake kabhi
Paas aake kabhi dur jake
Aag mere dil me tum lagane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Naam sare mujhe bhul jane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Raat bhar haye mujhko jagane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage
Waqt bewaqt tum yaad aane lage))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Naam Saare Mujhe Bhool

Naam Saare Mujhe Bhool is a song from Sindoor 1987. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Sindoor 1987 album song list for more songs and album details.