Naam Aapka Hothon Pe Hai Lyrics, Singer & Song Details

Mere Gharib Nawaz 1973 album cover

Mere Gharib Nawaz 1973 Album Details

Mehboob Sarwar
Mehboob Sarvar
Kamal Rajasthani
Satish Arora, Nazneen, Agha, Jalal Aga, Renuka, Mukri, Bharat Bhushan, Jagdeep

album songs
Naam Aapka Hothon Pe Hai
Singer : Rehana

Naam Aapka Hothon Pe Hai Lyrics

Song Title = Naam Aapka Hothon Pe Hai
Movie/Album = Mere Garib Nawaz (1973)
Singer = Rehana
Music By = Mehboob Sarvar
Lyricist = Kamal Rajasthani

Mp3 Song Lyrics

((nam aapka hotho pe hai par yad nahi hai
nam aapka hotho pe hai par yad nahi hai
dil dard se abad hai barbad nahi hai
nam apka hotho pe

ho jo laut jaye gardise ho jo laut jaye gardise
tufan yaha se ho jo laut jaye gardise tufan yaha se
in papi mere pyar ki buniyad nahi hai
nam apka hotho pe hai par yad nahi hai
dil dard se abad hai barbad nahi hai
nam apka hotho pe

ye soch ke har gum ko ye soch ke har gum ko
lagati hu gale se ye soch ke har gum ko
lagati hu gale se is kaid se to koi bhi azad nahi hai
nam apka hotho pe hai par yad nahi hai
dil dard se abad hai barbad nahi hai
nam apka hotho pe

majburiya kuch hongi jo majburiya kuch hongi jo
wo ghar nahi aate majburiya kuch hongi jo
wo ghar nahi aate ye kaise kahu unko meri yad nahi hai
nam apka hotho pe hai par yad nahi hai
dil dard se abad hai barbad nahi hai
nam apka hotho pe))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Naam Aapka Hothon Pe Hai

Naam Aapka Hothon Pe Hai is a song from Mere Gharib Nawaz 1973. It is sung by Rehana. Lyrics are credited to Kamal Rajasthani. Music information: Mehboob Sarvar. Read the lyrics above and view the Mere Gharib Nawaz 1973 album song list for more songs and album details.