Naak Pe Gussa Lyrics, Singer & Song Details

Bombay Velvet 2015 album cover

Bombay Velvet 2015 Album Details

Anurag Kashyap
Amit Trivedi
Amitabh Bhattacharya
Ranbir Kapoor, Anushka Sharma, Karan Johar

album songs
Naak Pe Gussa
Singer : Neeti Mohan

Naak Pe Gussa Lyrics

Song Lyrics Title = Naak Pe Gussa
Song Lyrics Movie = Bombay Velvet (2015)
Singer = Neeti Mohan
Lyrics = Amitabh Bhattacharya, Amit Triveti
Music = Amitabh Bhattacharya, Amit Triveti
Music Label = Fox Star Hindi

Mp3 Song Lyrics

((hai naak pe jo gussa
hey gussa
hai naak pe jo gussa
hey gussa
chupa bhi na sake jataa bhi na sake
To phir feezul hai ye kissa
chupa bhi na sake jataa bhi na sake
To phir feezul hai ye kissa
Ho
bahut paheliya bana chuke ho tum
Ab aage hal bta bhi do
Bhare bazar main agar na kah sako
To ghar ka phir pata bhi do
Hai naak pe jo gussa
Ho
Chupa bhi na sake jataa bhi na sake
To phir feezul hai ye kissa

Shahar ke amir saare
Aaye hum pe dil lutane
Chhod ke dukan ghar hi bethe
Hum tumhe manane
Thoda raham tum bhi karo
Kyu na muskuran ke jhad do
Sirf dhool hai yeh gussa
chupa bhi na sake jataa bhi na sake
To phir feezul hai ye kissa
Ho
bahut paheliya bana chuke ho tum
Ab aage hal bta bhi do
Bhare bazar main agar na kah sako
To ghar ka phir pata bhi do
Hai naak pe jo gussa

Dil chura ke dil jalana
Yeh to kayda nhi hai
Pyaar main garur hai to
Koi fayda nahi hai
Sar ko bhale hi jhukav nahi
Kyu na sar utha ke man lo
Ek bhul hai yeh kissa
Ho
chupa bhi na sake jataa bhi na sake
To phir feezul hai ye kissa
Ho
bahut paheliya bana chuke ho tum
Ab aage hal bta bhi do
Bhare bazar main agar na kah sako
To ghar ka phir pata bhi do
Hai naak pe jo gussa..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Naak Pe Gussa Video

About Naak Pe Gussa

Naak Pe Gussa is a song from Bombay Velvet 2015. It is sung by Neeti Mohan. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Amit Trivedi. Read the lyrics above and view the Bombay Velvet 2015 album song list for more songs and album details.