Naach Naach Ke Lyrics, Singer & Song Details

Naach 2004 album cover

Naach 2004 Album Details

Ram Gopal Varma
Amar Mohile
Nitin Raikwar
Abhishek Bachchan, Antara Mali, Ritesh Deshmukh

album songs
Naach Naach Ke
Singer : Shweta Pandit

Naach Naach Ke Lyrics

Song Title = Naach Naach Ke
Movie/album = Naach (2004)
Singers = Shweta Pandit
Song Lyricists = Nitin Raikwar
Music Director = Amar Mohile
Director = Ram Gopal Varma

Mp3 Song Lyrics

((Naach naach ke dunia hilade
Sadiyo se thama thama sa lagta hai sara jaha
Sadiyo se thama thama sa lagta hai sara jaha
Is dhirta se aandhi banke
Ek khyal se utha dhua de
Nach nach ke dunia hilade
He nach nach ke dunia hilade

Pyar ko pyar ko poshak banake
Pahan liya hai maine tan pe
Aag hai pani hawa hai tujhme
Jane koi chupa hai man me
Aashao ke sat utha re
Unche unche bhawan jhuka de tu
Aashao ke sat utha re
Unche unche bhawan jhuka de tu
Naach naach ke dunia hilade

Sari dishaye bol uthengi
Naya naya suraj niklega
Sari dishaye bol uthengi
Naya naya suraj niklega
Niklega
In aankho me hai angare
Jhulas jayenge chune wale
In aankho me hai angare
Jhulas jayenge chune wale
Gunjegi fir ek sada
Najro se pathar pighla de tu
Naach naach ke dunia hilade
Naach naach ke dunia hilade

Teri marzi kya hai bata re
Aisa kuch kar ke dihka de
Jo kaha na suna suna ho
Lekin wo sabse juda hai
Bas apna jor chala re
Naya itihas bana re
Bas apna jor chala re
Naya itihas bana re
Naach naach ke dunia hilade
Naach naach ke dunia hilade
Naach naach ke dunia hilade
Naach naach ke dunia hilade
Aashao ke sat utha re
Unche unche bhawan jhuka de tu
Nach nach ke dunia hilade
Najro se pathar pighla de tu
Nach nach ke dunia hilade
Teri marzi kya hai bata re
Naach naach ke dunia hilade
Aisa kuch kar ke dihka de
Teri marzi kya hai bata re
Is dhirta se aandhi banke
Ek khyal se utha dhua de
Pyar karke dunia hila de
He pyar karke dunia hila de.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Naach Naach Ke

Naach Naach Ke is a song from Naach 2004. It is sung by Shweta Pandit. Lyrics are credited to Nitin Raikwar. Music information: Amar Mohile. Read the lyrics above and view the Naach 2004 album song list for more songs and album details.