Naach Meri Jaan Lyrics, Singer & Song Details

Main Sundar Hoon 1971 album cover

Main Sundar Hoon 1971 Album Details

Krishnan Panju
Jaikishan, Shankar
Anand Bakshi
Mehmood and Leena, Chandavarkar

album songs
Naach Meri Jaan
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Naach Meri Jaan Lyrics

Song Title = Nach Meri Jaan
Movie/Album = Main Sundar Hoon 1971
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = R. Krishnan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((E naach meri jaan fataafaatfaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat

Dekho dekho dekho dekho
Naye dance ka namoona
Dekho dekho dekho dekho
Naye dance ka namoona
Kabhi main tumhe chhooungaa kabhi tum mujhe chhoona
Kabhi main tumhe chhooungaa kabhi tum mujhe chhoona
Mujhe chhoo mujhe chhoo
Mujhe chhoo mujhe chhoo
Mujhe chhoo mujhe chhoo
Mujhe chhoo
Naya taal nayi taan fatafaatfaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat
Naach meri jaan fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat

Thandi thandi thandi thandi
Is ret ka bichona
Thandi thandi thandi thandi
Is ret ka bichona
Khelen pyaar waala khel
Leke dil ka khilona
Khelen pyaar waala khel
Leke dil ka khilona
I love you
I love you
I love you
I love you
I love you
I love you
I love you haa

Dekhe saara ye jahaan fataafaaatfaat
Naach meri jaan ay fataafaatfaat
Baat meri maan oy fataafaatfaat
Naach meri jaan ae fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat

Teri meri jodi pyaari
Tu hai shola main chingaari
Teri meri jodi pyaari
Tu hai shola main chingaari
Tere roop ka main maara
Mere pyaar ki tu maari
Tere roop ka main maara
Mere pyaar ki tu maari
Mera tu
Meri tu
Mera tu
Meri tu
Mera tu
Mera tu
Mera tu
Aa
Main hoon teer tu kamaan fataafaatfaat
Naach meri jaan fataafaatfaat
Baat meri maan fataafaatfaat
Ae naach meri jaan fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat
Ye zamaana ye taraana nayaa fataafaat...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Naach Meri Jaan

Naach Meri Jaan is a song from Main Sundar Hoon 1971. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Main Sundar Hoon 1971 album song list for more songs and album details.