Na Tum Hamen Lyrics, Singer & Song Details

Baat Ek Raat Ki 1962 album cover

Baat Ek Raat Ki 1962 Album Details

Shankar Mukherjee
Sachin Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Dev Anand Waheeda Rehman Johnny Walker

album songs
Na Tum Hamen
Singer : Hemant Kumar, Lata

Na Tum Hamen Lyrics

Song lyrics title = Na tum hamein jaano
Song lyrics movie = BAAT EK RAAT KI
Singer = Hemant Kumar, Lata
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Shankar Mukherjee
Music Label = Saregama Music


Mp3 Song Lyrics

((Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

Yeh mausam yeh raat chup hai
Do hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
Yeh mausam yeh raat chup hai
Do hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
Nazar ban gayi hai, dil ki zabaan

Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya

Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
Chale aaj dono jaane kahan?

Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya ..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Na Tum Hamen Video

About Na Tum Hamen

Na Tum Hamen is a song from Baat Ek Raat Ki 1962. It is sung by Hemant Kumar, Lata. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Baat Ek Raat Ki 1962 album song list for more songs and album details.