Na Tum Aaye Na Neend Lyrics, Singer & Song Details

Rimjhim 1949 album cover

Rimjhim 1949 Album Details

Ramesh Gupta, Sushil Sahu
Khemchand Prakash
Bharat Vyas
Ramala Devi

album songs
Na Tum Aaye Na Neend
Singer : Shamshad Begum

Na Tum Aaye Na Neend Lyrics

Song Title = Na Tum Aaye Na Neend
Movie/album = Rimjhim (1949)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Director = Khemchand Prakash
Director = Ramesh Gupta, Sushil Sahu

Mp3 Song Lyrics

((Na tum aaye na nind aayi
Tumhari yaad hi aayi
Na tum aaye na nind aayi
Tumhari yaad hi aayi
Kisi pathar se takra kar
Meri fariyad hi aayi
Na tum aaye na nind aayi
Tumhari yaad hi aayi

Teri aawaz mahfil se
Na kuch bhi pa sake hum to
Na kuch bhi pa sake hum to
Meri kismat gayi barbad
Meri kismat gayi barbad
Aur barbad hi aayi
Kisi pathar se takra kar
Meri fariyad hi aayi
Na tum aaye na nind aayi
Tumhari yaad hi aayi

Liye bulbul do tinke
Ke sara aasma chauka
Liye bulbul do tinke
Ke sara aasma chauka
Ke sara aasma chauka
Bahar aayi bhi to dil me
Bahar aayi bhi to dil me
Liye fariyad hi aayi
Kisi pathar se takra kar
Meri fariyad hi aayi
Na tum aaye na nind aayi
Tumhari yaad hi aayi..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Na Tum Aaye Na Neend

Na Tum Aaye Na Neend is a song from Rimjhim 1949. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Bharat Vyas. Music information: Khemchand Prakash. Read the lyrics above and view the Rimjhim 1949 album song list for more songs and album details.