Na Tu Zami Ke Liye Lyrics, Singer & Song Details

Dastaan 1972 album cover

Dastaan 1972 Album Details

B.R. Chopra
Laxmikant, Pyarelal
Sahir Ludhianvi
Dilip Kumar, Sharmila Tagore, Prem Chopra

album songs
Na Tu Zami Ke Liye
Singer : Mohammed Rafi

Na Tu Zami Ke Liye Lyrics

Song Lyrics Title= Na Tu Zami Ke Liye
Song Lyrics Movie = Dastaan (1972)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = B.R. Chopra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Na tu zameen ke liye hai
Na aasman key liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasman key liye
Tera wajud hai
Tera wajud hai
Ab sirf dastan key liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasman key liye

Palat key sou e chaman
Dekhne se kya hoga
Palat key sou e chaman
Dekhne se kya hoga
Woh shakh hee naa rahee
Jo thee aashiana key liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasman key liye

Garaj parast jahan mein
Wafa talash na kar
Garaj parast jahan mein
Wafa talash na kar
Yeh shey banee thee kisee
Dusere jahan key liye
Tera wajud hai
Tera wajud hai
Abb dastan key liye
Na tu zameen ke liye hai
Na aasman key liye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Na Tu Zami Ke Liye

Na Tu Zami Ke Liye is a song from Dastaan 1972. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dastaan 1972 album song list for more songs and album details.