Na Socha Tha Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Babul 1950 album cover

Babul 1950 Album Details

S.U. Sunny
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Munawar Sultana, Nargis

album songs
Na Socha Tha Yeh
Singer : Shamshad Begum

Na Socha Tha Yeh Lyrics

Song Lyrics Title = Na Socha Tha Yeh
Song Lyrics Movie = Babul
Singer = Shamshad Begum
Song Lyricists= Shakeel Badayuni
Music Composer= Naushad Ali
Director= S.U. Sunny
Music Label= Saregama


Mp3 Song Lyrics

((naa socha tha yeh, naa socha tha yeh
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle
ke tutega dil, ke tutega dil
muskuraane se pehle, muskuraane se pehle

ummido kaa suraj, ummido kaa suraj
naa chamka naa duba, naa chamka naa duba
gahan pad gaya, gahan pad gaya
jagmagane se pehle, jagmagane se pehle
naa socha tha yeh, naa socha tha yeh
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle

agar gam uthana, agar gam uthana
tha kismat me apni, tha kismat me apni
kushi kyon mili, kushi kyon mili
gam uthaane se pehle, gam uthaane se pehle
naa socha tha yeh, naa socha tha yeh
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle

kaho bijaliyo se, kaho bijaliyo se
naa dil ko jalaaye, naa dil ko jalaaye
mujhe phoonk de, mujhe phoonk de
ghar jalane se pehle, ghar jalane se pehle
naa socha tha yeh, naa socha tha yeh
dil lagane se pehle, dil lagane se pehle...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Na Socha Tha Yeh Video

About Na Socha Tha Yeh

Na Socha Tha Yeh is a song from Babul 1950. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Babul 1950 album song list for more songs and album details.