Na Sharab Se Koi Lyrics, Singer & Song Details

Salaam Memsaab 1979 album cover

Salaam Memsaab 1979 Album Details

Asrani
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Asrani, Tom Alter, Yogeeta Bali

album songs
Na Sharab Se Koi
Singer : Bhupinder Singh, Mohammed Rafi

Na Sharab Se Koi Lyrics

Song Title = Na Sharab Se Koi
Movie/Album = Salaam Memsaab (1979)
Singers =Bhupinder Singh, Mohammed Rafi
Song Lyricists =Majrooh Sultanpuri
Music Composer =Rahul Dev Burman
Music Label =Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Na sharab se kabhi wasta
Na tha silsila koi jaam se
Yeh teri nazar ka kamal hai
Ke laga diya hume kaam se
Na sharab se kabhi wasta
Na tha silsila koi jaam se
Yeh teri nazar ka kamal hai
Ke laga diya hume kaam se

Mauj aayi machal pade
Bahe dal ke chal pade
Mauj aayi machal pade
Bahe dal ke chal pade
Kaam hai kya khabar nahi
Bekhabar hi nikal pade
Sawere tak na ho jaane kya
Kyu yeh hal hai sabhi sham se
Yeh teri nazar ka kamal hai
Ke laga diya hume kaam se

Dekhi jabse ada teri
Sujhe hai hari hari
Dekhi jabse ada teri
Sujhe hai hari hari
Lagta hai nashe mein yu
Har gali hai gali teri
Diye jayenge tujhe hum sada
Hai wadad hume tere naam se
Yeh teri nazar ka kamal hai
Ke laga diya hume kaam se
Na sharab se kabhi wasta
Na tha silsila koi jaam se
Yeh teri nazar ka kamal hai
Ke laga diya hume kaam se))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Na Sharab Se Koi

Na Sharab Se Koi is a song from Salaam Memsaab 1979. It is sung by Bhupinder Singh, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Salaam Memsaab 1979 album song list for more songs and album details.