Na Na Main Nahin Aati Lyrics, Singer & Song Details

Sautela Bhai 1996 album cover

Sautela Bhai 1996 Album Details

B R Ishara
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Rajesh Khanna, Raj Babbar, Kumar Gaurav, Farha Naaz, Deepti Naval

album songs
Na Na Main Nahin Aati
Singer : Alka Yagnik

Na Na Main Nahin Aati Lyrics

Song Title = Na Na Main Nahin Aati
Movie/album = Sautela Bhai (1996)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = B.R. Ishara

Mp3 Songs Lyrics

((Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum

Mujhko pata hai pakdoge pehle
Ye gori baahe huzur
Mujhko pata hai pakdoge pehle
Ye gori baahe huzur
Phir in labo ko apne labo se
Halke se chhedoge huzur
Ek to ye jawani hai akeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum

Meri na mano to khud hi dekho
Lag ke lipat ke ek baar
Meri na mano to khud hi dekho
Lag ke lipat ke ek baar
Haa kore badan ki saundhi mahek se
Kar dungi tumko bekarar
Hoga kya jo tabiyat khud kheli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Na Na Main Nahin Aati

Na Na Main Nahin Aati is a song from Sautela Bhai 1996. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Sautela Bhai 1996 album song list for more songs and album details.