Na Mukhda Mod Ke Jao Lyrics, Singer & Song Details

Chhoti Si Mulaqat 1967 album cover

Chhoti Si Mulaqat 1967 Album Details

Alo Sarkar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Vyjayanthimala, Uttam Kumar, Rajendra Nath

album songs
Na Mukhda Mod Ke Jao
Singer : Mohammed Rafi

Na Mukhda Mod Ke Jao Lyrics

Song title = Na Mukhda Mod Ke Jao
Movie/album = Chhoti Si Mulaqat (1967)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishanl, Shankar
Director = Alo Sircar
Music Label = Saregama
Starring = Vyjayanthimala, Uttam Kumar, Rajendra Nath

Mp3 Song Lyrics

((Na mukhda mod ke jao baharo ke din hai
Hame gale se lagao baharo ke din hai
Hame gale se lagao baharo ke din hai
O ho ho o ho ho
Na mukhda mod ke jao baharo ke din hai

Jawani aag ka tufa hai sah na paogi
Jawani aag ka tufa hai sah na paogi
Bina hamare akeli bhi rah na paogi
Bina hamare akeli bhi rah na paogi
Hame sahara banao baharo ke din hai
Hame gale se lagao baharo ke din hai
O ho ho o ho ho
Na mukhda mod ke jao baharo ke din hai

Janam janam ka ye sathi
Tumhi pe marta hai
Janam janam ka ye sathi
Tumhi pe marta hai
Har ek sans me tumko hi
Yaad karta hai
Har ek sans me tumko hi
Yaad rakhta hai
Hame na dil se bhulao baharo ke din hai
Hame gale se lagao baharo ke din hai
O ho ho o ho ho
Na mukhda mod ke jao baharo ke din hai

Meri dua hai salamat tera sabab rahe
Meri dua hai salamat tera sabab rahe
Koi rahe na rahe tu to abad rahe
Koi rahe na rahe tu to abad rahe
Jara to hosh me aao baharo ke din hai
Hame gale se lagao baharo ke din hai
O ho ho o ho ho
Na mukhda mod ke jao baharo ke din hai
Hame gale se lagao baharo ke din hai
O ho ho o ho ho
Na mukhda mod ke jao baharo ke din hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Na Mukhda Mod Ke Jao

Na Mukhda Mod Ke Jao is a song from Chhoti Si Mulaqat 1967. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chhoti Si Mulaqat 1967 album song list for more songs and album details.