Na Milo Hum Se Ziada Lyrics, Singer & Song Details

Badal 2000 album cover

Badal 2000 Album Details

Raj Kanwar
Anu Malik
Sameer
Bobby Deol, Rani Mukerji, Ashutosh Rana

album songs
Na Milo Hum Se Ziada
Singer : Kavita, Sonu Nigam

Na Milo Hum Se Ziada Lyrics

Song Lyrics Title = Na Milo Hum Se Ziada
Song Lyrics Movie = Badal (2000)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik
Director = Raj Kanwar
Music Label = T-Series


Mp3 Song Lyrics

((Badal ki tarhan aawara
Tere din ka sitaara
Kabhi yahan kabhi wahan
Banke ye pyaar ka maara
Tere din ka sitaara

Dil dhoonde, tu kahan
Jaan e jaan?

Ooo, milne se darta hai dil
Iqraar ho na jaaye
Milne se darta hai dil
Iqraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Hoo, milne se darta hai dil
Iqraar ho na jaaye
Milne se darta hai dil
Iqraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Betaabi, kya hoti, jaane na
Dil kya bole, kehna bhi maane na dil

Dekho na yoon humko, chaaho sanam
Chaahat ki raahon mein, hai dard = o = gham
Kitney paas hain, phir bhi door hain
Dono ishq mein, kyoon majboor hain

Ooo, nazaaron ka teer dil ke
Kahin paar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye?

Deewana, kar de ta deewana pan
Kehti hain ishq pe na zor sanam
Jaaneman jaanejaan
Yeh dillagi
Dekho na ban jaaye
Dil ki lagi

Kaisa dard hai
Kaisa haal hai
Abh na hosh hai
Abh na khayal hai
Hoo, kahin jeena marna bhi
Dushwaar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada
Kahin pyaar ho na jaaye

Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye?
Milne se darta hai dil
Iqraar ho na jaaye
Na milo humse zyada
Kahin pyaar ho na jaaye

Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Badal ki tarhan aawara
Tere din ka sitaara
Kabhi yahan kabhi wahan
Banke ye pyaar ka maara
Tere din ka sitaara
Tere din ka sitaara
Tere din ka sitaara...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Na Milo Hum Se Ziada Video

About Na Milo Hum Se Ziada

Na Milo Hum Se Ziada is a song from Badal 2000. It is sung by Kavita, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Badal 2000 album song list for more songs and album details.