Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics, Singer & Song Details

Lal Killa 1960 album cover

Lal Killa 1960 Album Details

Nanubhai Bhatt
S. N. Tripathi
Bahadur Shah Zafar
Jairaj, Nirupa Roy, Tiwari Kumar, Helen

album songs
Na Kisi Ki Aankh Ka
Singer : Mohammed Rafi

Na Kisi Ki Aankh Ka Lyrics

Song Title = Na Kisi Ki Aankh Ka
Movie/album = Lal Kuila (1960)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Bahadur Shah Zafar
Music Composer = S. N. Tripathi
Director = Nanubhai Bhatt

Mp3 Song Lyrics

(( Na kisi ki aankh ka noor hu
Na kisi ki aankh ka noor hu
Na kisi ke dil ka karar hu
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek mushthe gubar hu
Na kisi ki aankh ka noor hu

Na to main kisi ka habib hu
Na to main kisi ka rakib hu
Jo bigad gaya wo nasib hu
Jo ujad gaya wo dayar hu
Na kisi ki aankh ka noor hu

Mera rang roop bigad gaya
Mera yaar muhjse bichhad gaya
Jo chaman fiza se ujad gaya
Main usi ki fasle bahar hu
Na kisi ki aankh ka noor hu

Pay fatiha koi aaye kyo
Koi char phool chadhaye kyo
Koi aake shamma jalaye kyo
Main wo bekasi ka majar hu
Na kisi ki aankh ka noor hu
Na kisi ke dil ka karar hu
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek mushthe gubar hu
Na kisi ki aankh ka noor hu.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Na Kisi Ki Aankh Ka

Na Kisi Ki Aankh Ka is a song from Lal Killa 1960. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Bahadur Shah Zafar. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Lal Killa 1960 album song list for more songs and album details.