Na Kajre Ki Lyrics, Singer & Song Details

Mohra 1994 album cover

Mohra 1994 Album Details

Rajiv Rai
Viju Shah
Indeevar
Akshay Kumar, Naseeruddin Shah, Suniel Shetty, Raveena Tandon, Paresh Rawal, Kul

album songs
Na Kajre Ki
Singer : Sadhana Sargam, Pankaj Udhas

Na Kajre Ki Lyrics

Song Title = Na Kajre Ki
Movie/Album = Mohra (1994)
Singer = Sadhana Sargam, Pankaj Udhas
Music By = Viju Shah
Lyricist = Indeevar

Mp3 Song Lyrics

((Na kajre ki dhaar, na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar phir bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho

Na kajre ki dhaar, na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar phir bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho
Mann mein pyaar bhara, aur tan mein pyaar bhara
Jeevan mein pyaar bhara tum to mere priyavar ho
Tumhi to mere priyavar ho

Singaar tera yovan, yovan hi tera gehna
Singaar tera yovan, yovan hi tera gehna



Tu taazgi phoolon ki, kya saadgi ka gehna
Ude khushboo jab chale tu
Ude khushboo jab chale tu
Bole to baje sitaar


Na kajre ki dhaar, na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar phir bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho



saari duniya harjaayi, tere pyaar mein hai sachchaai - 2


is liye chhodke duniya teri aur kheenchi chali aayi


thi patthar tune chhookar - 2
sona kar diya khara


mann mein pyaar bhara, aur tan mein pyaar bhara

jeevan mein pyaar bhara tum to mere priyavar ho

tumhi to mere priyavar ho



Tera ang sachcha sona, muskaan sachche moti
Tera ang sachcha sona, muskaan sachche moti
tere honth hai madhushaala, tu roop ki hai jyoti
teri soorat jaise moorat - 2
main dekhoon baar baar


Teri soorat jaise moorat
Teri soorat jaise moorat
Main dekhoon baar baar

Na kajre ki dhaar, na motiyon ke haar
Na koi kiya singaar phir bhi kitni sundar ho
Tum kitni sundar ho

Mann mein pyaar bhara, aur tan mein pyaar bhara
Jeevan mein pyaar bhara tum to mere priyavar ho
Tumhi to mere priyavar ho...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Na Kajre Ki

Na Kajre Ki is a song from Mohra 1994. It is sung by Sadhana Sargam, Pankaj Udhas. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Viju Shah. Read the lyrics above and view the Mohra 1994 album song list for more songs and album details.