Na Jane Is Dil Me Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Hum Hain Raahi Car Ke 2013 album cover

Hum Hain Raahi Car Ke 2013 Album Details

Jyotin Goel
Sangeet Haldipur, Siddharth
Sreekanth Agneeaswaran
Anupam Kher, Sanjay Dutt, Juhi Chawla

album songs
Na Jane Is Dil Me Yeh
Singer : Sangeet Haldipur, Anusha

Na Jane Is Dil Me Yeh Lyrics

Song Lyrics Title = Na Jane Is Dil Me Yeh
Song lyrics Movie = HumHai Raahi CarKe 2013
Singer = Sangeet Haldipur, Anusha Mani
Music Director = Siddharth Haldipur, Sangeet Haldipur
Lyricist = Sreekanth Agneeaswaran
Director = Jyotin Goel

Mp3 Song Lyrics

((na jane is dil me ye kaisi hone lagi hai hulchul
hulchul ye kahti hai yu jispe aane laga hai ye dil
wo tu hi hai tu hi hai jaana ha tu hi hai
aaj dil ne mere hai mana hai mana
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hai hulchul

main to kahta hi raha dil se bas dosti hai tujhse
par ye dosti na jane kaise badh chali khud hi had se
kaise karu main inkar dil se hai pyar tujhse
phir kyun na kah du main jana ha wo tu hai
tu hi mere dil ka arman
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hain hulchul

maine ha maine abhi abhi suna vahi jo na kaha kabhi tumne
tum the karib utne phir bhi pahchana nahi maine
ab jo kiya hai ikrar dil se hai pyar tujhse
phir kyun na kah du main jana ha wo tu hai
tu hi mere dil ka arman

na jane is dil me ye kaisi hone lagi hain hulchul
hulchul ye kahti hai baaho me jiske milegi manjil
wo tu hi hai tu hi hain jaana ha tu hi hai
aaj dil ne mere ha ye dil ne mere hai mana
na jane is dil me ye kaisi hone lagi hain hulchul ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Na Jane Is Dil Me Yeh

Na Jane Is Dil Me Yeh is a song from Hum Hain Raahi Car Ke 2013. It is sung by Sangeet Haldipur, Anusha. Lyrics are credited to Sreekanth Agneeaswaran. Music information: Sangeet Haldipur, Siddharth. Read the lyrics above and view the Hum Hain Raahi Car Ke 2013 album song list for more songs and album details.