Na Jaane Ek Nigah Mein Lyrics, Singer & Song Details

Gundaraj 1995 album cover

Gundaraj 1995 Album Details

Guddu Dhanoa
Anu Malik
Shyam Anuragi
Ajay Devgn, Amrish Puri, Kajol

album songs
Na Jaane Ek Nigah Mein
Singer : Alisha Chinai, Kumar Sanu

Na Jaane Ek Nigah Mein Lyrics

Song Title = Na Jaane Ek Nigah Mein
Movie/Album = Gundaraj (1995)
Singers = Alisha Chinai, Kumar Sanu
Lyricists = Shyam Anuragi
Music Composer = Anu Malik
Director = Guddu Dhanoa

Mp3 Song Lyrics

((Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi

Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi

Ab kaise chain aaye
Bata aye nigahe yaar
Ab dil pe na ikhtiyaar hai
Na khud pe ikhtiyaar
Na lab hile na sine mein
Halchul kahin hui
Dil haar aaye aur
Khabar bhi nahi hui
Dil haar aaye aur
Khabar bhi nahi hui
Chupkese humko
Apna bana le gaya koi

Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi

Ye bekhudi ye mast
Nigaho ki teri chaanv
Rakhte kahin hai paanv to
Padte kahin hai paanv
Ye haal e dil hua hai
Teri aasiqi ke baad
Hum ko to ab hamara
Pata bhi nahi hai yaad
Hum ko to ab hamara
Pata bhi nahi hai yaad
Saanso mein apni humko
Chupa le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi

Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Na Jaane Ek Nigah Mein

Na Jaane Ek Nigah Mein is a song from Gundaraj 1995. It is sung by Alisha Chinai, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Shyam Anuragi. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Gundaraj 1995 album song list for more songs and album details.