Na Apna Tha Jo Kal Lyrics, Singer & Song Details

Jeevan Rekha 1974 album cover

Jeevan Rekha 1974 Album Details

Nanabhai Bhatt
Jagdish Rajpurohit
Dev Kohli
Ajit, Chandrashekhar, Farida Jalal

album songs
Na Apna Tha Jo Kal
Singer : Mukesh

Na Apna Tha Jo Kal Lyrics

Song Title = Na Apna Tha Jo Kal Guzara
Movie/album = Jeevan Rekha (1974)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Director = Jagdish Rajpurohit
Director = Nanabhai Bhatt
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(((Apni nazaro se bahut dur chhupa du khud ko
Jee me aata hai ki kahi rakh ke bhula du khud ko
Na apna tha jo kal guzara
Jo ab hai woh hai gairo ka
Nahi ummid ab koi hamara kal bhi kya hoga
Hamara kal bhi kya hoga
Na apna tha jo kal guzara

Badi ranayiya hongi jahan me ham nahi honge
Badi ranayiya hongi jahan me ham nahi honge
Hamare ek na hone se fasane kam nahi honge
Hamara aaj charcha hai toh kal auro ka phir hoga
Na apna tha jo kal guzara
Jo ab hai woh hai gairo ka
Nahi ummid ab koi hamara kal bhi kya hoga
Hamara kal bhi kya hoga
Na apna tha jo kal guzara

Ujadane ko hai phir mehfil nayi aabad kar lena
Ujadane ko hai phir mehfil nayi aabad kar lena
Nayi buniyaad jab rakho hame bhi yaad kar lena
Dukhana dil ko na hargij dukhakar dil ko kya hoga
Na apna tha jo kal guzara
Jo ab hai woh hai gairo ka
Nahi ummid ab koi hamara kal bhi kya hoga
Hamara kal bhi kya hoga
Na apna tha jo kal guzara...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Na Apna Tha Jo Kal

Na Apna Tha Jo Kal is a song from Jeevan Rekha 1974. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Jagdish Rajpurohit. Read the lyrics above and view the Jeevan Rekha 1974 album song list for more songs and album details.