Muslim Ko Taslim Lyrics, Singer & Song Details

Do Kaliyan 1968 album cover

Do Kaliyan 1968 Album Details

R. Krishnan , S. Panju
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Mala Sinha, Biswajeet, Mehmood

album songs
Muslim Ko Taslim
Singer : Manna Dey

Muslim Ko Taslim Lyrics

Song Title = Muslim Ko Taslim
Movie/Album = Do Kaliyan
Singers = Manna Dey
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = R. Krishnan, S. Panju
Music Label = Saregama

Mp3 song lyrics

((Are ghar ki kheti saf kara lo
Muslim ko taslim arz hai
Hindu ko parnam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam
Jab jab duje ka sar mundu
Tab tab pau kam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam

Sabki khatir khula hua hai
Is kachi ka khata
Sabki khatir khula hua hai
Is kachi ka khata
Kya pandat ji kya maulana
Sabse apna nata
Kya pandat ji kya maulana
Sabse apna nata
Sabke huliye chokas rakhna
Ham logo ka kam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam
Hindu ko parnam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam

Julfe actor chap bana du
Aaja o matwale
Aaj ke dilbar ko bhate hai
Chehre mendak wale
Julfe actor chap bana du
Aaja o matwale
Aaj ke dilbar ko bhate hai
Chehre mendak wale
Sab se pari piche payega
Pahle ban gulfam
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam
Hindu ko parnam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam

Is peshe ke rup bahut hai
Kya tumko samjhaye
Is peshe ke rup bahut hai
Kya tumko samjhaye
Jo grahak ke sar ko munde
Business man kahlaye
Jo grahak ke sar ko munde
Business man kahlaye
Jo public ki kare hazamat
Jo public ki kare hazamat
Unka leader nam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam
Hindu ko parnam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam

Jab jab duje ka sar mundu
Tab tab pau kam pyare
Mai hu ek hatyam pyare
Mai hu ek hatyam...))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Muslim Ko Taslim

Muslim Ko Taslim is a song from Do Kaliyan 1968. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Do Kaliyan 1968 album song list for more songs and album details.