Muskurati Hui Ek Husn Ki Lyrics, Singer & Song Details

Daaman Aur Aag 1973 album cover

Daaman Aur Aag 1973 Album Details

Vinod Kumar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Saira Banu, Sanjay Khan, Mukri

album songs
Muskurati Hui Ek Husn Ki
Singer : Mohammed Rafi, Asha Bhosle

Muskurati Hui Ek Husn Ki Lyrics

Song Title = Muskurati Hui Ek Husn Ki
Song Lyrics Movie =Daaman Aur Aag (1973)
Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Music By = Shankar Jaikishan
Lyricist = Hasrat Jaipuri

Mp3 Song Lyrics

((muskurati hui ek husn ki taswir ho tum
muskurati hui ek husn ki taswir ho tum
kal jo dekha tha uso hkwab ki tabir ho tum
aisa lagta hai mere pyar ki takdir ho tum
aisa lagta hai mere pyar ki takdir ho tum
kal jo dekha tha uso hkwab ki tabir ho tum
muskurati hui ek husn ki taswir ho tum

mera sapna hua pura jo mulakat hui
pyar se pyar mila pyar ki kuch bat hui
mera sapna hua pura jo mulakat hui
pyar se pyar mila pyar ki kuch bat hui
jisko paya hai dua ne wahi tasir ho tum
jisko paya hai dua ne wahi tasir ho tum
kal jo dekha tha uso hkwab ki tabir ho tum
aisa lagta hai mere pyar ki takdir ho tum

mere sathi mujhe jine ka sahara to mila
ek atki hui nayya ko kinara to mila
mere sathi mujhe jine ka sahara to mila
ek atki hui nayya ko kinara to mila
jo mere hath pe likhi hai wo tahdir ho tum
jo mere hath pe likhi hai wo tahdir ho tum
kal jo dekha tha uso hkwab ki tabir ho tum
muskurati hui ek husn ki taswir ho tum...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Muskurati Hui Ek Husn Ki

Muskurati Hui Ek Husn Ki is a song from Daaman Aur Aag 1973. It is sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Daaman Aur Aag 1973 album song list for more songs and album details.