Mumtaz Tujhe Dekha Lyrics, Singer & Song Details

Taj Mahal 2005 album cover

Taj Mahal 2005 Album Details

Akbar Khan
None
None
Kabir Bedi, Sonya Jehan, Manisha Koirala, Arbaaz Khan

album songs
Mumtaz Tujhe Dekha
Singer : Hariharan, Preeti Uttam

Mumtaz Tujhe Dekha Lyrics

Song Title = Mumtaz Tujhe Dekha
Movie/album = Taj Mahal 2005
Singer(s) = Hariharan, Preeti Uttam

Mp3 Song Lyrics

((dilruba - 2
taj nagma hain mohabbat ke dhadakte saaz ka
yeh hai woh aaina jisme aks hain mumtaz ka

dilruba
(mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aa ki annkhon se gujra hua kal dekha) -2

dilruba - 2
miltey hi nigaahon main sau rang lage khilne
tu meri mohabbat hain mujhse yeh kaha dil ne
aai jaan tujhe maine jab pehle pehle dekha
mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha

jab leke tu angdai kutch aur karib aayi
daman main mohabbat ke simti meri tanhai
ek noor ki baarish main bheega hua pal dekha
mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha

yeh hasti hui aankhein lehrate hue kesu
nagma teri khamoshi aawaz teri jadoo
maine teri baaton main andazzae ghazal dekha
mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha

dilruba - 2
maine teri aankho ka ek khwaab sajaya hain
tasverein wafa bankar jo samne aaya hain
tune hi nahi isko mumtaz mehal dekha
mumtaz tujhe dekha jab taj mahal dekha
phir aaj ki annkhon se gujra hua kal dekha))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mumtaz Tujhe Dekha

Mumtaz Tujhe Dekha is a song from Taj Mahal 2005. It is sung by Hariharan, Preeti Uttam. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Taj Mahal 2005 album song list for more songs and album details.