Mumkin Nahin Mumkin Lyrics, Singer & Song Details

Rush 2012 album cover

Rush 2012 Album Details

Shamin Desai, Priyanka Desai
None
None
Neha Dhupia, Emraan Hashmi, Sagarika Ghatge, Aditya Pancholi, Rahul Singh

album songs
Mumkin Nahin Mumkin
Singer : Anupam Amod, Tulsi Kumar

Mumkin Nahin Mumkin Lyrics

Song Title = Mumkin Nahin Mumkin
Movie/Album = Rush (2012)
Singer = Anupam Amod, Tulsi Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Jaana maina najaane dil mein
Kya khwaaish jagi hai
Kyun aankhon ko bhi kuch hai
Jaagi jaagi rehti hai
Kahan neendein gayi hai
Kya hone laga hai tu bata

Tere labon pe hai mili
Mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon
Mere liye mumkin nahin
Mehsoos yeh hota hai tu
Mere liye hai laazmi
Saya tera ab chodhkar
Lamhein chalein mumkin nahin
Mumkin nahin
Mumkin nahin

Mujhko chipaaley tu
Khud mein hi kahin pe
Main bhool jaon yeh jahan
[Yeh jahan ]
Faasla kabhi na ho
Dil chahe yahi toh
Dhadhkan tere bin hai kahan

Meri nazar kehne lagi
Tu saamne ho har ghadi
Bus ik tere chere bina
Duniya meri mumkin nahin
Paya tujhe toh hai laga
Puri hui koyi kami
Tujhse judaa main ab rahoon
Khwaabon mein bhi mumkin nahin
Mumkin nahin
Mumkin nahin

Tere labon pe hai mili
Mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon
Mere liye mumkin nahin
Mehsoos yeh hota hai tu
Mere liye hai laazmi
Saya tera ab chodhkar
Lamhein chalein mumkin nahin

Tere labon pe hai mili
Mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon
Mere liye mumkin nahin
Mehsoos yeh hota hai tu
Mere liye hai laazmi
Saya tera ab chodhkar
Lamhein chalein mumkin nahin))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mumkin Nahin Mumkin

Mumkin Nahin Mumkin is a song from Rush 2012. It is sung by Anupam Amod, Tulsi Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Rush 2012 album song list for more songs and album details.