Mumbai Ki Ladki Lyrics, Singer & Song Details

Le Chal Apne Sang 2000 album cover

Le Chal Apne Sang 2000 Album Details

Vijay Kondke
Raamlaxman
Dev Kohli
Nishant, Alok Nath, Raza Murad

album songs
Mumbai Ki Ladki
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Mumbai Ki Ladki Lyrics

Song Title = Mumbai Ki Ladki
Movie/Album = Le Chal Apne Sang (2000)
Singers = Abhijeet Bhattacharya
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Composer = Raamlaxman (Vijay Patil)
Director = Vijay Kondke
Music Label = Venus

Mp3 Song Lyrics

((Mumbai ki ladki tara yeh tara
Tara yeh tara
Mumbai ki ladki tara yeh tara
Tara yeh tara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara

Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mumbai ki ladki tara yeh tara
Tara yeh tara
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora

Payal jab bajti hai iski
Chham chham se
Dil dhadkane lagta hai
Mera dhak dhak se
Ho dil koi de do hosh
Mere ud jaate hai
Pya bhare naghme
Hotho pe aate hai
Duty mein kis ki maara hai maara
Maara hai maara
Duty mein kis ki maara hai maara
Maara hai maara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora
Mumbai ki ladki tara yeh tara
Tara yeh tara

Chahat ke shole is dil mein dhadkate hai
Pyase arma tere milan ko tadapte hai
Har nazaare ki nazakat teri ada
Tere har jalwe pe hua hoon main fida
Haye mard bada tu nyara hai nyara
Nyara hai nyara
Mard bada tu nyara hai nyara
Nyara hai nyara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mumbai ki ladki tara yeh tara
Tara yeh tara
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora

Dil ke kagaj pe likh de tu naam mera
Dede izazat mujhko main ban jau tera
Ho khule aam izahare mohabbat karti hoon
Yeh na samajh na main kisi se darti hoon
Tune chhuraya hai dil mera yeh mera
Mera yeh mera
Tune chhuraya hai dil mera yeh mera
Mera yeh mera
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mujhko pasand hai yaara ho yaara
Yaara ho yaara
Mumbai ki ladki tara yeh tara
Tara yeh tara
Gao ka banka chhora yeh chhora
Chhora yeh chhora))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mumbai Ki Ladki

Mumbai Ki Ladki is a song from Le Chal Apne Sang 2000. It is sung by Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Le Chal Apne Sang 2000 album song list for more songs and album details.