Mujhse Mat Pooch Lyrics, Singer & Song Details

Anarkali 1953 album cover

Anarkali 1953 Album Details

Nandlal Jaswantlal
Ramchandra Narhar Chitalkar
Rajendra Krishan
Pradeep Kumar, Bina Rai,Noor Jehan

album songs
Mujhse Mat Pooch
Singer : Lata Mangeshkar

Mujhse Mat Pooch Lyrics

Song Title = Mujhse Mat Pooch
Movie/album = Anarkali (1953)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ramchandra Narhar Chitalkar


Song Lyrics

((Dil ki lagi hai kya ye kabhi dil lagaake dekh
Aansu behake dekh kabhi muskaraake dekh
Parvaana jal raha hai magar jal raha hai kya
Parvaana jal raha hai magar jal raha hai kya
Ye raaz jaanana hai to khud ko jalaake dekh
Mujh se mat pooch mere ishq mein kya rakha hai
Mujh se mat pooch mere ishq mein kya rakha hai
Ek shola hai jo seene mein chhoopa rakha hai
Mujh se mat pooch mere ishq mein kya rakha hai
Mujh se mat pooch

Daag e dil daag e jigar daag e tamanna lekar
Daag e dil daag e jigar daag e tamanna lekar
Main ne veeraan bahaaron ko saja rakha hai
Main ne veeraan bahaaron ko saja rakha hai
Mujh se mat pooch mere ishq mein kya rakha hai
Mujh se mat pooch mere ishq mein kya rakha hai
Mujh se mat pooch

Dekhane wale mujhe dard e mohabbat ki kasam
Main ne is dard mein duniya ko bhula rakh hai
Mujh se mat pooch mere ishq mein kya rakha hai
Mujh se mat pooch...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mujhse Mat Pooch Video

About Mujhse Mat Pooch

Mujhse Mat Pooch is a song from Anarkali 1953. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ramchandra Narhar Chitalkar. Read the lyrics above and view the Anarkali 1953 album song list for more songs and album details.