Mujhse Judaa Hokar Tumhe Lyrics, Singer & Song Details

Hum Aapke Hain Koun 1994 album cover

Hum Aapke Hain Koun 1994 Album Details

Sooraj R. Barjatya
Raamlaxman
Dev Kohli
Madhuri Dixit, Salman Khan, Mohnish Bahl

album songs
Mujhse Judaa Hokar Tumhe
Singer : Lata Mangeshkar, S. P.

Mujhse Judaa Hokar Tumhe Lyrics

Song Title = Mujhse Judaa Hokar Tumhe
Song Lyrics Movie or Album = Hum Aapke Hain Kaun (1994)
Singer(s) = Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Dev Kohli
Music Composer = Raamlaxman
Director = Sooraj R. Barjatya
Music Label = Sa Re Ga Ma

Mp3 Song Lyrics

((Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai
palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
saathiya, Sang Rahega Tera Pyar
saathiya, Rang Layega Intezaar
tumse Judaa Hokar Mujhe Door Jaana Hai
palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
saathiya, Sang Rahega Tera Pyar
saathiya, Rang Layega Intezaar

maein Hoon Teri Sajni Saajan Hai Tu Mera
tu Baandh Ke Aaya Mere Pyar Ka Sehra
chehre Se Ab Tere Hat Ti Nahin Ankhiyaan
tera Naam Le Lekar Chhede Mujhe Sakhiyaan
sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai
palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai

mere Tasavvur Mein Tum Roz Aati Ho
chupke Se Tum Aakar Mera Ghar Sajaati Ho
sajni Bada Pyara Yeh Roop Hai Tera
gajre Ki Khushboo Se Mehka Hai Ghar Mera
aankhon Se Ab Teri Kaajal Churaana Hai
palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhse Judaa Hokar Tumhe

Mujhse Judaa Hokar Tumhe is a song from Hum Aapke Hain Koun 1994. It is sung by Lata Mangeshkar, S. P.. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Hum Aapke Hain Koun 1994 album song list for more songs and album details.