Mujhse Bichhad Ke Dil Lyrics, Singer & Song Details

Amar Rahe Ye Pyar 1961 album cover

Amar Rahe Ye Pyar 1961 Album Details

Prabhu Dayal
Ramchandra Narhar Chitalkar
Ramchandra Baryanji Dwivedi
Rajendra Kumar, Nalini Jaywant, Nanda

album songs
Mujhse Bichhad Ke Dil
Singer : Suman Kalyanpur

Mujhse Bichhad Ke Dil Lyrics

Song Title = Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana
Movie/album = Amar Rahe Ye Pyar (1961)
Singers = Ramchandra Baryanji Dwivedi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists = Ramchandra Baryanji Dwivedi
Music Composer = Ramchandra Narhar Chitalkar
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Bichhad rahi hai do mataye
Apne nayan bhigoke
Ek ne apna heera paya
Ek khadi hai khoke

Mujhse bichhad ke dil na dukhana
Mujhse bichhad ke dil na dukhana
Beta mujhko bhul na jana
Mai teri koi nahi re
Teri koi nahi

Jab tu apne desh ko jana
Mujhko mat aawaz lagana
Main teri koi nahi re teri koi nahi

Jiska khoya hua hai dhan
Tu aaj usi ka ho
Jiska khoya hua hai dhan
Tu aaj usi ka ho
Mai to kato me rah lungi
Tu phulo par so
Apni maa par pyar lutana
Mera naam na muh par lana
Main teri koi nahi re teri koi nahi

Tera sukh mere sukh se bada hai
Ja pane ghar ja
Tera sukh mere sukh se bada hai
Ja pane ghar ja
Teri bhalai ke aage mere
Pyar ki kimat kya
Mera tujhse pyar badhana
Tha ek khush rahne ka bahana
Main teri koi nahi re teri koi nahi

Jaha kahi bhi rahe tu munna
Hardum khush rahna
Jaha kahi bhi rahe tu munna
Hardum khush rahna
Sab kuchh kahna lekin mujhko
Pathar mat kahna
Jis din puchhe tujhse jamana
To bas itni baat batana
Main teri koi nahi re teri koi nahi
Mujhse bichhad ke dil na dukhana
Beta mujhko bhul na jana
Main teri koi nahi re
Teri koi nahi.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mujhse Bichhad Ke Dil Video

About Mujhse Bichhad Ke Dil

Mujhse Bichhad Ke Dil is a song from Amar Rahe Ye Pyar 1961. It is sung by Suman Kalyanpur. Lyrics are credited to Ramchandra Baryanji Dwivedi. Music information: Ramchandra Narhar Chitalkar. Read the lyrics above and view the Amar Rahe Ye Pyar 1961 album song list for more songs and album details.