Mujhko Khuda Mil Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Jaan Ki Baazi 1985 album cover

Jaan Ki Baazi 1985 Album Details

Ajay Kashyap
Anu Malik
Anjaan
Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel

album songs
Mujhko Khuda Mil Gaya
Singer : Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Mujhko Khuda Mil Gaya Lyrics

Song Title = Mujhko Khuda Mil Gaya
Movie or Album = Jaan Ki Baazi (1985)
Singers = Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anu Malik
Director = Ajay Kashyap

Mp3 Song Lyrics

((Chilaane ko dil chahae kyun chahe kyun chahe
Are gaane ko dil chahe kyun chahe kyun chahe
Haay lot jaane ko dil chahe kyun chahe kyun chahe
Oo mit jaane ko dil chahe kyun chahe kyun chahe

Chilaane ko dil chahae, are gaane ko dil chahe, lot jaane ko dil

chahe
Mit jaane ko dil chahe
Chilaane ko, gaane ko, lot jaane ko, mit jaane ko, dil chahe
Mujko khuda mil gaya oye oye mera khuda mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya oye oye mera khuda mil gaya

Bhulegi na umra bhar masti bhari wo nazar
Dil pe hua kya asar so na saka raat bhar
Bhulegi na umra bhar masti bhari wo nazar
Dil pe hua kya asar so na saka raat bhar
Chori chori tera aana aana jaana aankh milana
Aankh milake kuch sarmana kuch sarmake kuch ghabhrana
Kuch ghabhrake phir muskana dil na kese ho deewana

Pucho na kya mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya mera khuda mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya

Ye kho gaya mai kahaa ye kaun sa hai jaaha
Paanv tale na jami baaho mai hai aasman
Ye kho gaya mai kahaa ye kaun sa hai jaaha
Paanv tale na jami baaho mai hai aasman

Kafir ye madhos jawani ek din ho jaaye deewani
Isq ka hai dariya tooffani rooke na ruke chadi ravani
Dilwaalo ne kiski maani dil to karta hai mann maani
Jo chaha tha mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya mera khuda mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhko Khuda Mil Gaya

Mujhko Khuda Mil Gaya is a song from Jaan Ki Baazi 1985. It is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Jaan Ki Baazi 1985 album song list for more songs and album details.