Mujhko Bacha Le Meri Maa Lyrics, Singer & Song Details

Garam Masala 1972 album cover

Garam Masala 1972 Album Details

Aspi Irani
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Aruna Irani, Mehmood, Jeevan

album songs
Mujhko Bacha Le Meri Maa
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Mujhko Bacha Le Meri Maa Lyrics

Song Title = Mujhko Bacha Le Meri Maa
Movie/album = Garam Masala (1972)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman

Mp3 Song Lyrics

((Mujhko bacha le meri maa ha
Mujhko bacha le meri maa ha
Pardesi aaya lene mujhe
Mujhko bacha le meri maa ha
Pardesi aaya lene mujhe
O meri maa, o meri maa
O meri maa rey
O meri maa, o meri maa rey

Shor macha na meri jaan
Shor macha na meri jaan
Mai aaya dil dene tujhe
Shor macha na meri jaan
Mai aaya dil dene tujhe

Hoye hoye
Karu mai vinti ui maa nahi rey sunta
Hui akeli aisi bhi na ho
Mile na koi koi
Sohaal dil ka , dil ka
Sajani humse kaho
O meri maa, o meri maa
O meri maa rey
O meri maa, o meri maa rey
Dhadke humari, dhadke humari chhatiya
Pardesi aaya lene mujhe
Shor macha na meri jaan
Mai aaya dil dene tujhe

Hamare dil ko, dil ko
Karar aaye aaye
Ye hath rakh do dil pe sawri
Haye
Hansegi sakhiya haye ram
Karengi batiya haye ram
Kaise manu rey teri
O meri maa, o meri maa
O meri maa rey
O meri maa, o meri maa rey
Mano meri batiya
Mai aaya dil dene tujhe
Mujhko bacha le meri maa ha
Pardesi aaya lene mujhe

Na mane jungali ho ho
Marode anguli ya ya
Dard ke mare mar gayi maa kasam
Bana ke jani, jani
Mahal ki rani, rani
Tumko ko rakh lenge hum
O meri maa, o meri maa
O meri maa rey
O meri maa, o meri maa rey
Bikhara ke phul patiya
Pardesi aaya lene mujhe
Shor macha na meri jaan
Mai aaya dil dene tujhe
O meri maa, o meri maa
O meri maa rey
O meri maa, o meri maa rey...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mujhko Bacha Le Meri Maa

Mujhko Bacha Le Meri Maa is a song from Garam Masala 1972. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Garam Masala 1972 album song list for more songs and album details.