Mujhey Chand Taroon Ki Lyrics, Singer & Song Details

Dharma Karma 1997 album cover

Dharma Karma 1997 Album Details

Ravi Varma
Bappi Lahiri
None
Gajendra Chouhan, Dan Dhanoa, Dharmendra

album songs
Mujhey Chand Taroon Ki
Singer : Vinod Rathod, Kavita

Mujhey Chand Taroon Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Mujhey Chand Taroon Ki
Song Lyrics Movie = Dharma Karma (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Ravi Varma

Mp3 Song Lyrics

((Mujhe chand taaron ki
Chahat nahin hain
Mujhe chahiye tera gham
Mujhe chand taaron ki
Chahat nahin hain
Mujhe chahiye tera gham
Mujhe tumhe koi shikayat nahin hain
Mera pyar hoga na kam
Mujhe chand taaron ki
Chahat nahin hain
Mujhe chahiye tera gham

Deke pyar ki sargam
Le lunga tanhai
Main tere sang chalungi
Ban kar teri parchhai
Nohabbat se badh ke
Ibadat nahin hain
Kasam se tumhari kasam
Mujhe chand taaron ki
Chahat nahin hain
Mujhe chahiye tera gham

Tu har pal rehti hain
Sapno ke aangan mein
Tu dil ki dhadkan mein
Zulfon ke savan mein
Kisi chiz ki ab zarurat nahin hain
Jo tum samne ho sanam
Mujhe chand taaron ki
Chahat nahin hain
Mujhe chahiye tera gham
Mujhe tumhe koi shikayat nahin hain
Mera pyar hoga na kam
Mujhe chand taaron ki
Chahat nahin hain
Mujhe chahiye tera gham
Mujhe chahiye tera gham...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Mujhey Chand Taroon Ki

Mujhey Chand Taroon Ki is a song from Dharma Karma 1997. It is sung by Vinod Rathod, Kavita. Lyrics are credited to None. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Dharma Karma 1997 album song list for more songs and album details.