Mujhe Yaad Karnewaale Tere Lyrics, Singer & Song Details

Rishte Naahte 1965 album cover

Rishte Naahte 1965 Album Details

K S Gopalakrishnan
Madan Mohan Kohli
Hasrat Jaipuri
Raaj Kumar, Nutan, Ameeta, Jamuna, Nasir Hussain, Jeevan

album songs
Mujhe Yaad Karnewaale Tere
Singer : Lata Mangeshkar

Mujhe Yaad Karnewaale Tere Lyrics

Song Title = Mujhe Yaad Karnewaale Tere
Movie/album = Rishte Naahte (1965)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = K.S. Gopalakrishnan

Mp3 Song Lyrics

((Pyar kuch insaan ke
Marne se jata nahi
Ruh mein gham ban
Ke rehta hai
Mager jata nahi
Mujhe yaad karne wale
Mujhe yaad karne wale
Tere sath sath hu main
Jo kabhi na khatm hogi
Wohi dil ki baat hu main
Mujhe yaad karne wale
Tere sath sath hu main
Jo kabhi na khatm hogi
Wohi dil ki baat hu main
Mujhe yaad karne wale

Main juda bhi hoke tujhse
Main kabhi juda nahi hu
Main juda bhi hoke tujhse
Main kabhi juda nahi hu
Hai janam janam ki ulfat
Koi bewafa nahi hu
Nahi hu nahi hu
Mujhe yaad karne wale
Tere sath sath hu main
Jo kabhi na khatm hogi
Wohi dil ki baat hu main
Mujhe yaad karne wale

Tujhe bekarar dekhu
Mujhe kab hai yeh gawara
Tujhe bekarar dekhu
Mujhe kab hai yeh gawara
Wahi asman se utari
Mujhe tune jab pukara
Pukara pukara pukara
Mujhe yaad karne wale
Tere sath sath hu main
Jo kabhi na khatm hogi
Wohi dil ki baat hu main
Mujhe yaad karne wale

Mera gham kabhi na karna
Mere dil mein rehne wale
Mera gham kabhi na karna
Mere dil mein rehne wale
Mere pyar hi ke khatir
Duniya nayi basa le
Basa le basa le
Mujhe yaad karne wale
Tere sath sath hu main
Jo kabhi na khatm hogi
Wohi dil ki baat hu main
Mujhe yaad karne wale..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mujhe Yaad Karnewaale Tere

Mujhe Yaad Karnewaale Tere is a song from Rishte Naahte 1965. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Rishte Naahte 1965 album song list for more songs and album details.