Mujhe Tum Mil Gaye Humdum Lyrics, Singer & Song Details

Love In Tokyo 1966 album cover

Love In Tokyo 1966 Album Details

Pramod Chakravorty
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood, Pran

album songs
Mujhe Tum Mil Gaye Humdum
Singer : Lata Mangeshkar

Mujhe Tum Mil Gaye Humdum Lyrics

Song Title = Mujhe Tum Mil Gaye Humdum
Movie/Album Name = LOVE IN TOKYO
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Music Director(s) = Shankar-Jaikishan
Lyricist(s) = Hasrat Jaipuri

Mp3 Song Lyrics

(( [muze tum mil gaye humadam sahaaraa ho to ayesaa ho
jidhar dekhoo udhar tum ho, najaaraa ho to ayesaa ho].........[2]
muze tum mil gaye humadam

kisee kaa chaand saa cheharaa, najar se choom letee hoo.............[2]
khushee kee intahaa ye hai, nashe mein zoom letee hoo
nashe mein zoom letee hoo
huyee takadeer bhee roshan sitaaraa ho to ayesaa ho

jidhar dekhoo udhar tum ho, najaaraa ho to ayesaa ho].........[2]
muze tum mil gaye humadam
meree aankho mein aansoo hai, magar aansoo khushee ke

hai................[2]
kise chhodoo, kise paa loo, ye rishte jindagee ke hai
ye rishte jindagee ke hai
humei to naaj hain tum par, humaaraa ho to ayesaa ho
jidhar dekhoo udhar tum ho, najaaraa ho to ayesaa ho].........[2]
muze tum mil gaye humadam

udhar dil hai, idhar jaan hai, badee mushkil kaa saamaan hai.........[2]
labon par muskuraahat hai, magar saanso mein tufaan hai
magar saanso mein tufaan hai

ye main jaanoo, yaa tum jaano, ishaaraa ho to ayesaa ho
jidhar dekhoo udhar tum ho, najaaraa ho to ayesaa ho].........[2]
muze tum mil gaye humadam

sahaaraa ho to ayesaa ho
jidhar dekhoo udhar tum ho, najaaraa ho to ayesaa ho
muze tum mil gaye humadam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mujhe Tum Mil Gaye Humdum

Mujhe Tum Mil Gaye Humdum is a song from Love In Tokyo 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Love In Tokyo 1966 album song list for more songs and album details.